Pages

Quotes and hadith

ALLAH ka zikr apne hath ki ungliyon me kiya kro.
Q ke jab ap apni Qbar ke andhere me rahoge to ye
ungliyan roshni ka kaam krengi .

----------------------------------------------------------------
“Hazrat OMAR FAROOQ R.A ne Farmaya”
Mohtaji or Ghurbat 7 Cheezoon Sy Ati H.
1: Jaldi Jaldi Namaz Parhnay Se.
2: Khary Ho K Pani Pinay Se.
3: Moonh Se Charagh Bujhanay Se.
4: Asteen Ya Daman Se Moonh Saf Krne Se.
5: asar k bad ghar may jharu dene se.
6: dantoon se nakhun torne se.
7: fajar ki namaz k bad foran sonay se’


----------------------------------------------------------------
“jo shakhs sote waqt 21 bar
BISMILLAH parhta hai,
ALLAH farishton se farmata hai
k is ki har saans k badle neki likho”

----------------------------------------------------------------
iNSAAN iNSAAN Sy Muhbat Ka Dawy Daar AUR
iNSANO K RAB Sy GhaafiL! Ye Muhbat Nahi Hawwas Hay
Jo RAB Ka Na Ho Sakay “Wo” Kia Aap Ka Hoga?

----------------------------------------------------------------
Nabi karim (S.A.W) majlis main wa’aiz farma rahay thay.
K tum log 1 doosrey ko tuhfa daitey raha karo.
1 Shakhs ney poocha k ya Rasulallah (S.A.W) ager kisi k pas tuhfa na ho to?
Hazoor(S.A.W) ney frmaya:
“kya tum kisi ko apni muskurahat b nahi dey saktey” (SUBHANALLAH.)

----------------------------------------------------------------
Shaan e Gous e Azam ( R.A);
Jab Aap 5 saal ki umar me pehli baar ustaad ke paas bhaite to 1 se 18 paare Zabani padkar suna diya.

----------------------------------------------------------------
“Agar tum Mout ki Raftar ko Dekh
Laity to tum Zaroor Ummeedo’n
Or Umango’n Sy Nafrat krty
Or hrgiz in Me Maghroor Na hotey”

HAZRAT ALI (R.A)

----------------------------------------------------------------
“Qurban jaon apnay RAB kay jo meri bardasht se ziada dukh nhi deta—-
Magar meri auqaat se ziada sukh deta hai”

Hazrat Abu Bakr(R.A farmatey hain.
“Darood e Paak insan k gunahon ko itni tezi se mitata hai k utni tezi se paani b aag ko nhi bujhata….”

----------------------------------------------------------------
Agr koi tum say bhalai ki umeed rakhey to use Mayoos mat kro Kyon k Logon ki zarorton ka tum se wabasta hona tum per Allah ka khas karam hai

So Help Needy People

----------------------------------------------------------------
Jab Gunahoon k bawajood Rub-ul-Izzat ki nematain musalsal tumhain milti rahain to Hoshyar ho jana k tmhara hisab Qareeb aur Sakhat tareen hai.

----------------------------------------------------------------
Hazrat ALI (R.A) Ne Farmaya Ke:

“Main Puri Zindgi Me Sirf Ek Raat Sukon Se Soya Hon”
Pucha Gaya “Wo Kon C?”

Hazrat ALI(R.A)Ny Frmaya:

“Jis Din AAP(S.A.W) Ne Frmaya K:
‘Ae ALI Kal Tum Ne Maal-E-Ghanimat Taqsim Kr K Aana Hy’
Q K
Sirf Us Raat Mjhy Yaqin Tha K Main Subha Zinda Uthon Ga”

SUBHANALLAH!!

----------------------------------------------------------------
Al Hadees —–
Musalmaan par Musalmaan ke 5 Haq hai,
1. Salaam ka jawab dena,
2. Mareez ki Eeyadat karna,
3. Janaze ke Hamrah jana,
4. Dawat Kabool karna,
5. Cheenk ka Jawab dena

----------------------------------------------------------------
Ya Allah hum par Reham Farma,
Be shak tu Raheem hai.

Hamaray Gunaah muaf Farma,
Be shak tu Rehmaan hai.

Hamara Rizq Kushada Farma,
Be shak tu Raziq hai.

Hamaray Walidain pe Reham Farma,
Be shak tu Kareem hai.

Aameen…

----------------------------------------------------------------

Jab “Bismillah” naazil hui to
Baadal mashriq ki samt dorray,

Hawayein Sakin ho gain,

Samandar josh main aa gya or
Shaitan ko Aasman se pathar maray gaye,

ALLAH TAALA ne Farmaya:
“Muje meri izzat-o-jalal ki qasam Jis cheez pe BISMILLAH parhi jaye Main us mein barkat dun ga.”

SUBHAANALLAH

----------------------------------------------------------------
ALLAH PAAK farmate hen,

Jo mera Zikr Zameen par karta hai,
Mein us ka zikr Arsh par karta hun,

Chalo aj mil kar
Puri duniya ko
*ALLAH*
k Zikr se jaga den

*SUBHAAN ALLAH*

*ALHAMDULILLAH*

*ALLAH HO AKBAR*

----------------------------------------------------------------
“Logon ko Itni Jaldi Muaf Kar
diya karo Jitni Jaldi Tum ALLAH
se muaafi ki umeed rakhte ho.”
(Hazrat Umar e Farooq (R.A.)

----------------------------------------------------------------
‎1. Jo log khud gharz hotay hain wo kabhi achay dost nhi hote.
(Hazrat Abu Bakar Siddiqui R.A)

2. Jo shakhs apne khulus ki qasmain khaye us par aitmaad na karo.
(Hazrat Umar R.A)

3. Muhabbat sab se karo magar aitbaar chand logon par.
(Hazrat Usman Ghani R.A)

4. Achay logon ki aik khubi ye bhi hoti hai k unhain yaaad rakhna nhi parta wo yaad reh jate hain.
(Hazrat Ali R.A)

----------------------------------------------------------------
Kisi ko Us ki

Zaat

aur

Purane Libbas

ki wajah se

FAQEER

na samjho

Es liye k

Tera Rab

aur

Uska Rab

Aik hi hai

----------------------------------------------------------------